Free Web Hosting Provider - Web Hosting - E-commerce - High Speed Internet - Free Web Page
Search the Web

MEHBOOB KE DIL SE

Home Page Software Photos With Friends My Photos Here Contact me[mehboob] Favorate Songs Bank Rate U Can Cheak Here New Video Song Yaaden Collection Jab Tu Paida Hua { Ek Sabak} Islamic Zone {LEARN QURAN} Kuch Dosto Ki Yaaden 1 Kuch Khas Dost Mehboob's Yaaden My Photo New Style Thoda Hanslo {Hasi Ka Dos} Guest Book FOR FRIENDSHIP] LOVER CHOICE SONG Kuch bate Dosto kI Send Free sms



"AjNabi" Yea Gazal Hai Meri

 

"AjNabi" Yea Gazal Hai Meri

Us k Liye Jo Kabi Bani Thi Mere Liye

Jo Kehti Thi Mujay Humnasheen Teri Chah Mein Meri Hai Khushi

Tere Chehray Pay Hai Wo sadagi Jaisay Huns Pardi Koi Munchali

Tujay chahna Meri Aas Hai Tujay Daikhana Meri pyas Hai

Zinda rahon Tu yea Soch Ker Teri Mein Rahon Mere Humsafar Thi

Wo Nazani Bari Shookh e Dil Meri Ankhon Mein Hai

Wo Munzar Abi Jub Wo khoon K ansooo Rooo parein

Meri Humnasheen Meri Nazani Kisi Aur K sung Thi

Khari Jo Main Gozra Us K Kareeb say Tu Nazar chora Kar Chali Gai

Jo poucha Us nay k Kon Tha Woh Tu booli Tha Koi Ajnabi.......!!!

 



 

 

mere humsafar mere hum nasheen mane RAB se manga to kuch nahi

main ne jab b mangi koi dua nahi manga kuch b tere siwa

yeh talab kiya k mere khuda sabi rahatein sabhi chahatein wo ata kare tujhy

manzilein yeh talab kiya k mere khuda tujhy bakht de tujhy taaj d tujhy takht de

mere humsafar mere chara gar yeh hai

dosti ka kathan safar mere saath chalna zara sooch kar

zara dekh to mera hosla mere paas jo b wo hai tera nahi

or kuch b tere siwa meri dosti meri zindagi

meri khamoshi meri be-basi mera ilm b mera nam b meri subah b k meri sham b k

jo mil sakein mere daam b wo sabhi kuch tujhy ata kare

mere chara gar tu yaqen to kar mujhe mangna to na aa saka

mene phr b mangi yehi dua k gawahi de g amera khuda

main ne jab b uss se talab kia nahi manga kuch b tere siwa

 

 


 

Kahin Aik Masoom Nazuk Si Larki Bohat Khubsurat Magar Saanwali Si

 Mujhay Apne Khuaboon Ki Bahoon

 Main Pakar Kabhi Khuwab Main Muskarati To Hogi Issi Khuwab

 Main Kasma-Kasam Kar Sarhane Se Takeye Girati To Hogi

 Wohi Khuwab Din Ki Mundaioon Pe Aakar Issi Maan Hi Maan

 

Main Lubhati To Hoonge Kai Saaz Seene Ki Khamoshiyoon Main

 

Mere Yaad Se Jhinjhate To Hoonge Woo Besakhta Dheme Dheme Suroon

 

Main Mere Dhun Main Kuch Gungunati To Hogi Chalo Khat Likhain

 

Jee Main Aata To Hoga Magar Ungaliyaan Kapkapati To Hoonge Qalam

 

Haath Se chhoot Jata To Hoga Umangain Qalam Phir Uthati To

Hoonge Mera Naam Apni Kitaboon Pe Likh Kar Woo Dantoon Main

Ungaliyaan Dabati To Hogi Kabhi Moon Se Aah Nikalti To Hogi

 

Badan Dhere Dhere Sulagta To Hoga Kahin K Kahin Paoun Parte

 

To Hoonge Dupata Khande sebaar Baar Sarakta To Hoga Kabhi Subha


 

Ko Sham Kehti To Hogi


Ek ladke ne ek ladki ko propose kiya,
to ladki ne uske praposel ko thukra diya,
uska dost ye sab dekh raha tha,
or dusre us ladke se kahta he ki us ladki ne tumhare praposel ko thukra diya fir bhi tum udas kyu nahi ho?
Wo ladka kahta he,
me udas kyu rahu,
jabki mai janta hu ki maine use khoya he,
jo mujhse pyar nahi karti thi,
udas to use hona chahiye kyuki usne use kho diya jo usase sachhi muhabbat karta tha

 



Small love story

Gali se ek ladki guzra karti thi
Uske chehre par naqab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shayad woh use dilo jaan se chahata tha
Woh use baar baar kehta
"Muh se naqaab hata do apna chaand sa mukhda dekha do".
Par ladki ne muh se naqaab na hataya Ladke ko apna chehra na
dikhaya.
Kayi din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya
Ladki kuch pareshan si rehne lagi
Kisi tarah poochte poochte woh uske ghar pohochi.
Padosiyon ne kaha " Mohtarma, aap ko aane main thodi der ho gaye us
deewane ke to saat roz pehle hi maut ho gaye".
Padosi ne apna farz nibhaya ladki ko ladke ki qabr tak pohochaya,
Ladki zor zor se rone lagi apne aansuon se qabr ko dhone lagi
Tabhi kabar se ek aawaz aayi....
"Waqt waqt ke baat hai pehle tumhare chehre par naquab tha aur aaj
humare chehre par hai

 


 
 
 
Jab husn burke mein sadak par chala karta tha,
ek diwana peeche-2 chala karta tha,
socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho.
Ek din diwana chal basa. kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi.
jab woh kabar par ayi to andar se aawaz ayi..waah re khuda aaj mein hoon parde mein aur woh benakab ayi.

 
 
 
1 janaze ko dek k ladki muskrayi,
baba bola-beti jawaan maut pe u muskaraya nhi karte,
beti boli" baba, wada kiya tha jab bhi milenge muskurayenge".
THIS IS LOVE 
 

 


 

Barson k baad Dekah ek Shakhs Dil-Ruba sa,

 

Ab Zehn mai nahi hai per Naam tha Bhala sa

 

Ubroo khinche khinche se, Aankhein Jhuki Jhuki si,

 

Baatein ruki ruki si, Lehja thaka thaka sa Alfaaz they k,

 

Jugnoo Awaaz k safar mai, Ban jaye Jangalon mai jis tarah Rasta sa

 

Khuwabon mia Khuwab us k, Yaadon mai Yaad uski, Neendon mai ghull gaya ho,

 

jese k Rat-jaga sa Pehley b Log aaye kitne hi Zindagi mai,

 

Wo her tarah se lekin Auron se tha Juda sa

 

Agli Mohabbaton ne wo Na-Muraadiyan di, Taza Rafaqaton se Dil tha Dara Dara sa

 

Tewar The Berukhi Ke Andaaz Dosti Ka Wo Ajnabi Tha Lekin Lagta Tha Aashna Sa

 

Kuchh Ye Ke Muddaton Se Hum Bhi Nahi The Roye Kuchh Zeher Men Bujha Tha

 

Ahabaab Ka Dilasa Phir Yun Hua Ki Sawan Akhon Men Aa Base The

 

Phir Yun Hua Ke Jaise Dil Bhi Tha Aablaa Sa Ab Sach Kahen To Yaron Hum Ko

 

Khabar Nahi Thi Ban Jayega Qayamat Ek Waqeya Zara Sa


 


 

 

Ek ShAm TanHai Ki Mera dil bohat udaas hai

 

yeh raatain bay sukooN haiN yeh din bay aaraam haiN

 

nujhay mohabbat ki piyaas hai Mera dil bohat udaas hai

 

Go kay tu mujh say bichar gaya Mera chayn bhi mujh say lay gaya Na

 

janay kyoon phir teri aas hai Mera dil bohat udaas hai

 

Tujhay bholnay ki jab koshish kari Haqeeqat ko samajhnay ki koshish kari

yun laga tu kahiN aas pass hai Mera dil bohat udaas hai

 

Zindagi aisay daurahay par aayee hai Kay sirf maiN aur

 

meri tanhai hai yeh kaisa ajeeb ahsas hai Mera dil bohat udaas hai

 

 


 

 


 

 

kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch

 

dil se nikli hoee honton me dabee baat na pooch

 

wo kis ada se mere saamnay se guzraa

 

abhi kis tarhan meinay sambhaly mere jazbaat na pooch

 

waqat jo badlay to insaan badal jaatay hain

 

kya nahi dikhlaatay yeh gardish-e-halaa na pooch

 

wo kisi ka ho bhi gaya or mujhay khabar na hoe

 

kis tarhan usnay churaya hai mujh se haath na pooch

 

Is tarhan pal mein mujhay begana kar diya usnay

 

Kis tarhan apno se khaee hai maen nay maat na pooch

 

ab tera pyaar nahi hai to sanam kuch bhi nahi

 

kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch

 

 

 

 



 

 

maray khowab maray sapnay sab maray tak han

 

maray bad inhan yad karay ga kon

 

mari chahat ban jay gi afsana

 

mari muhabat ko yad karay ga kon

 

maray tak han ya tama sundar nazaray

 

maray bad inhan aabad karay ga kon

 

mari kahaniyan bikhran gi rahoon par

 

maray asfanoon ko yad karay ga kon

 

mari khtaoon ko shomar karay ga

 

zamana mari wafoon ko yad karay ga kon


 

jo guzarahay thay hum nay zamnay mill kay on zamanoon ko yad karay ga kon

 

mari ahan maray sath ho jain gi dafan maray ashkon ko yad karay ga kon

 

ik tum say ha zinda ya chahat mari tum hi na ho gay tu yad karay ga

 

kon aakay is sath ko yadgar bana lan kal kaya pata is yad ko yad karay ga kon

 

 

 

 


 


 

Chali aati hain dabey paaun teri yaaden

 

shaam dhaley ke hoti hai chiraghan dil ki mehfil shaam dhalley

 

Huay tum kin raahun ke musaafir,itna to bata detey

 

ke lout aatey hain panchi bhi ghar ko shaam dhaley

 

Tere intazaar mein yoon har roz jhilmilati hain aankhen

 

ke jaise mazaar pe jalta hai koi diya shaam dhaley

 

Lout aaey na kahin takra ke arsh se duaa meri

 

dil se aati hai aksar yeh sadaa shaam dhaley

Teri doori ka gham sataata rehta hai

 

musalsal mujh ko tujh bin udaas si hoti hai fazaa shaam dhaley

 

Teri yaadun se bandhi rehti hai

 

dil ki dharrkan har dharrkan se tere naam ki aati hai sadaa shaam dhaley

 

Din ka koi pal bhi teri yaad se ghaafil nahi hota

 

teri kami ka magar hota hai ehsaas shaam dhaley

 

 

 

 



 

wo mera tha yeah batana ajeeb lagta hai

ab un se yeah ankh milana ajeeb lagta hai

 

jo kabhi zindagi main mera na ho paya ab

 

us ka khuwab main ana ajeeb lagta hia

 

baray khulus say dawat to bheji hai unhonay

 

per unki mehfil main jana ajeeb lagta hia

 

tha jiska hath hamesha hamaray haton main

 

ab un say hath milana ajeeb lagta hia

 

 

 



 

Haan Mai Ne Bhi Mohabbat Ki Thi

 

Do Din Zinda Rehne Ki Chahat Ki Thi

 

Phir Hua Yun Ke Qismat Apni Rooth Gaye Jab Se Mene Teri Ibaadat Ki Thi

 

Un Se Kiya Gila Jis Se Chaahe Wo Milain Hun Kab Kisi Se Adaawat Ki Thi

 

Wo Tou Bas Baatoun Mein Mohabbat Kerta Tha Mager Men Tu Dil-o-jaan Se Mohabbat Ki Thi

 

Kuch Aur Zindagi Baaqi Thi Shaayad Jab Tum Ne Aakhri Innayat Ki Thi

 

Us Ko Aur Koi Mil Gaya Tha Shayad Mager Mein Ne Tu Ik Baar Mohabbat Ki Thi